Awaaz Song Lyrics Babbu Maan

Awaaz (Official Video) | Babbu Maan | Latest hindi Songs 2024 | Samaira S | new hindi songs 2024 Lyrics – Babbu Maan

Awaaz Song Lyrics latest Hindi album song. The song is sung, written, and composed by Babbu Maan. Awaaz song directed by R Swami and cast by Samaira Sandhu

Awaaz Song Details

Song Awaaz
Director R Swami
Singer Babbu Maan
Lyrics Babbu Maan
Music Babbu Maan
Starring Samaira Sandhu
Label Babbu Maan

Awaaz Song Lyrics


Le gaya hai aawaz meri

Koi kaise pukaare

Ruk jaati hain ye zindagi

Ruk jaati hain ye zindagi

Jab ishq ye maare…

Le gaya hai aawaz meri

Koi kaise pukaare

Le gaya hai aawaz meri

Koi kaise pukaare

Din guzre gham ke saaye mein

Raaton mein tanhai

Ajnabi ajnabi lage hain

Humko saari khudaayi

Ajnabi ajnabi lage hain

Humko saari khudaayi

Aur ghamgeen ho jaye

Jab ye toote taare

Le gaya hai aawaz meri

Koi kaise pukaare

Le gaya hai aawaz meri

Koi kaise pukaare…

Mar mite hain wo kisi pe

Jinpe hum marte rahe

Wo but daulat wale le gaye

Jiski pooja karte rahe

Wo but daulat wale le gaye

Jiski pooja karte rahe

Aaj bhi soche mann mera, haan

Aaj bhi soche mann mera

Beimaan tere baare…

Le gaya hai aawaz meri

Koi kaise pukaare

Le gaya hai aawaz meri

Koi kaise pukaare…


Awaaz (Official Video) | Babbu Maan | Latest hindi Songs 2024 | Samaira S | new hindi songs 2024 Watch Video

Leave a comment